Aarti For Ganesh Chaturthi:
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
Mata jaki parvati, pita mahadeva
Eka danta dayavanta, char bhuja dhari
Mathe sindura sohe, muse ki savari
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva.
Andhan ko aankh deta, kordhina ko kaya
Banjhan ko putra deta, nirdhana ko maya
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva.
Paana chadhe, phoola chadhe, aur chadhe meva
Ladduan ka bhoga lage, santa karen seva
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva.
Ganesha Aarti In Marathi:
Sukhkarta dukhharta varta vighnachi, nurvi purvi prem krupa jayachi
Sarvangi sundar uti shendurachi, kanthi zalke mal mukta- phalachi.
Jay dev jai dev jay mangal murti, darshanmatre mankamana purti.
Ratnakhachit fara tuj gaurikumra, chandanachi uti kumkumkeshara
Hirejadit mugut shobhato bara, runzunati nupure charni ghagaria.
Jay dev jai dev jay mangal murti, darshanmatre mankamana purti.
Lambodar pitambar phadivarbandhana, saral sond vakratunda trinayan.
Das ramacha vat pahe sadana, sankti pavave nirvani rakshave survarvandana.
Jay dev jai dev jay mangal murti, darshanmatre mankamana purti.
Ganesh Chaturthi Aarti:
Shendur lal chadhayo achchha gajmukhko, dondil lal biraje sut gauriharko
Hath liye gudladdu sai survarko, mahima kahe na jay lagat hoo padko.
Jai jai shri ganraj vidhyasukhdata, dhanya tumara darshan mera man ramata
Ashto siddhi dasi sankatko bairi, vignavinashan mangal murat adhikari
Koti surajprakash aisi chhabi teri, gandasthala madmastak jhoole shashihari.
Jai jai shri ganraj vidhyasukhdata, dhanya tumara darshan mera man ramata
Bhavbhagat se koi sharanagat ave, santat santat sabhi bharpur pave
Aise tum maharaj moko ati bhave, gosavinandan nishidin gun gave.
Jai jai shri ganraj vidhyasukhdata, dhanya tumara darshan mera man ramata.